MUJAY TUM BOHT YAD AATE HO


29 Aug 2014

تم سے پہلے بھی

تم سے پہلے بھی
تم سے پہلے بھی کسی اور نے چاہا تھا مجھے
یہی باتیں یہی انداز وفا تھے اس کے
اس کے بھی سامنے تھے رسموں رواجوں کے عذاب
جتنے بھی خواب تھے سب آبلہ پا تھے اس کے

وہ بھی سر کش تھا بہت اپنے خیالوں کی طرح
حوصلے عشق میں مانندِ ہوا تھے اس کے
تم پہ بھی اتری ہیں یہ وحشتیں تازہ تازہ
موم سے تم بھی بنائی ہوئی اک مورت ہو
سوچ لو وہ بھی اک عورت تھی تمہاری جیسی
مختلف تم بھی نہیں، تم بھی تو اک عورت ہو!



˙·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·




B♥♥♥♥♥B

جی میں آتا ھے کوئی تازہ محبت کر لیں !

جی میں آتا ھے کوئی تازہ محبت کر لیں !
رات اُن مرمریں ھاتھوں کی لکیریں دیکھیں !
اُسکے ماتھے پہ تقدُس بھرے بوسے دے کر ۔۔۔۔۔۔
اُسکی پلکوں پہ سجے خواب کو تعبیر کریں !!
کُچھ نۓ شِکوے، ادائیں نئی تحریر کریں !

ھوں نئی طرز کے جھگڑے ۔۔۔۔۔۔۔۔
ھوں نۓ پیار کے ڈھنگ ۔۔۔۔۔۔۔۔
نئی باتوں کے تاثر، نۓ جزبات کے رنگ !!

جی میں آتا ھے کوئی تازہ محبت کر لیں !
اُسکی عادات میں ڈھلتے ھوۓ عادت بدلیں !!
اُسکی خاطِر کہیں نفرت، کہیں چاھت بدلیں !!
اُسکے ھوتے ھوۓ منزِل کا سفر بدلے گا ۔۔۔۔۔۔
جِیت کا، ھار کا، ھر ایک ہُنر بدلے گا ۔۔۔۔۔!!
جی میں آتا ھے نئی شوخ کے پہلو سے لگیں !

جی میں آتا ھے کوئی تازہ محبت کر لیں !
پِھر نئی زُلف کے ساۓ میں گُزاریں راتیں !!
پِھر نئی آنکھ میں معصوم سے پیماں باندھیں !!
پِھر نیا جِسم، نئی خُو، نۓ انداز کے گیت !!
پِھر نئی چال پہ غزلیں کہیں، نظمیں لِکھیں !!
پِھر نۓ ھونٹوں ، نۓ رُخسار کو تصویر کریں !
جِسم کے زاوِیۓ، جِدت میں بِھگو کر دیکھیں !!

جی میں آتا ھے کوئی تازہ محبت کر لیں !!
رُوح میں اُترے کِسی تازہ محبت کی پُھوار
وہ مگر تُو، وہ مگر تُو ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔
وہ مگر تُو، فقط تُو ھی میرے یار !!!



˙·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·




B♥♥♥♥♥B

محبت انا نہیں ہوتی

محبت انا نہیں ہوتی
محبت جھگڑا نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو 
محبت سجدہ ہوتی ہے
محبت حزن نہیں ہوتی

محبت ملال نہیں ہوتی
محبت ہونے [پہ آے تو 
محبت توکل ہوتی ہے
محبت حساب نہیں ہوتی
محبت کتاب نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو 
محبت بے نیاز ہوتی ہے
محبت حبس نہیں ہوتی
محبت موسم نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو 
محبت ابد ہوتی ہے
محبّت شکایت نہیں ہوتی 
محبّت عادت نہیں ہوتی 
محبّت ہونے پہ آے تو 
محبّت فطرت ہوتی ہے
محبّت بدگمان نہیں ہوتی 
محبّت پریشان نہیں ہوتی
محبّت ہونے پہ آے تو
محبّت دھیان ہوتی ہے
محبت تنہا نہیں ہوتی
محبت شکستہ نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت فتح ہوتی ہے
محبت نحیف نہیں ہوتی
محبت ناتواں نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت طاقت ہوتی ہے
محبت غافل نہیں ہوتی
محبت کاہل نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت جاوداں ہوتی ہے
محبت مردہ نہیں ہوتی
محبت افسردہ نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت شہید ہوتی ہے
محبت فنا نہیں ہوتی
محبت بقا نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت محبوب ہوتی ہے
محبت بحث نہیں ہوتی
محبت ضد نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت رضا بہ قضا ہوتی ہے
محبت تھکن نہیں ہوتی
محبت پژمردہ نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت حرارت جان ہوتی ہے
محبت فتنہ نہیں ہوتی
محبت فساد نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت آداب ہوتی ہے
محبت ہوس نہیں ہوتی
محبت عریاں نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت لباس ہوتی ہے
محبت رنجش نہیں ہوتی
محبت سازش نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت آخرش ہوتی ہے
محبت تکلیف نہیں ہوتی
محبت ازیت نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت راحت ہوتی ہے
محبت سزا نہیں ہوتی
محبت دغا نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت وفا ہوتی ہے
محبت آنسو نہیں ہوتی
محبّت مسکان نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت شکر ہوتی ہے
محبت قابض نہیں ہوتی
محبت بد دعا نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت دعا ہوتی ہے
محبت جادو نہیں ہوتی
محبت شعبدہ نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت معجزہ ہوتی ہے
محبت کذب نہیں ہوتی
محبت کرب نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت حق ہوتی ہے
محبت شکوہ نہیں ہوتی
محبت آہ نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت صبر ہوتی ہے
محبت حاصل نہیں ہوتی
محبت لاحاصل نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت قناعت ہوتی ہے
محبت گمراہ نہیں ہوتی
محبت بےراہ نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت چراغ راہ ہوتی ہے
محبت میں نہیں ہوتی
محبت تم نہیں ہوتی
محبت ہونے پہ آے تو
محبت 'محبت' ہوتی ہے



˙·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·




B♥♥♥♥♥B

تم ﺁﻓﺲ ﺳﮯ تھکـــ ﮐﮯ ﺁﺅ۔۔۔۔

تم ﺁﻓﺲ ﺳﮯ تھکـــ ﮐﮯ ﺁﺅ۔۔۔۔
ﺁﮐﺮ ﻣﯿﺮﯼ ﮔﻮﺩ ﻣﯿﮟ ﻟﯿﭩﻮ۔۔۔۔
ﭘﮭﺮ ﻣﯿﮟ ﺗﻤﮭﺎﺭﮮ ﺑﺎﻝ ﺳِﮩﻼﺅﮞ۔۔۔۔
ﺗﻢ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﺍﭘﻨﮯ ﺁﻓﺲ ﮐﯽ۔۔۔۔
ﺩﻥ ﺑﮭﺮ ﮐﯽ ﺭُﻭﺩﺍﺩ ﺳﻨﺎﺅ۔۔۔۔

ﺑﺎﺗﻮﮞ ﺑﺎﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﭘﮭﺮ ﺟﺎﻧﺎﮞ۔۔۔۔
ﺫﮐﺮ ﮐﺮﻭ ﺍِکــــ ﺩﻭﺷﯿﺰﮦ کا۔۔۔۔
ﺍُﺱ ﮐﯽ ﻣُﺤﺒّﺖ ﺍﻭﺭ ﻭﻓﺎ ﮐﺎ۔۔۔۔
ﺗﺐ ﻣﯿﮟ ﺭُﻭﭨﮫ ﮐﮯ ﻣُﻮﮈ ﺑﻨﺎﺅﮞ۔۔۔۔
ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺁﻧﺴُﻮ ﺑﮭﺮ ﻻﺅﮞ۔۔۔۔
ﭘﮭﺮ ﺗُﻢ ﮨﻨﺲ ﮐﮯ ﺳﻮﺭﯼ ﺑﻮﻟﻮ۔۔۔۔
ﻣﯿﺮﮮ ﮐﺎﻧﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺭﺱ ﮔﮭﻮﻟﻮ۔۔۔۔
"ﺩﻝ ﭼﺎﮨﺘﺎ ہـے"
ﺳﺮﺩﯼ ﮐﮯ ﻣﻮﺳﻢ ﻣﯿﮟ ﮐﺴﯽ ﺩﻥ۔۔۔۔
بُکــــ ﻟﮯ ﮐﺮ ﺗﻢ ﻻﻥ ﻣﯿﮟ ﺑﯿﭩﮭﻮ۔۔۔۔
ہر ﺳُﻮ ﺑﮑﮭﺮﯼ ﺩﮬﻮﭖ ﮐﻮ ﺳﯿﻨﮑﮭﻮ، ﻣُﺠﮭﮑﻮ ﺳﻮﭼﻮ۔۔۔۔
ﺗﺐ ﻣﯿﮟ ﺗُﻤﮭﺎﺭﮮ ﭘﯿﭽﮭـﮯ ﺁﮐﺮ ﺍﭘﻨـﮯ ﭨﮭﻨﮉﮮ ﯾﺦ ﮨﺎﺗﻮﮞ ﮐﻮ۔۔۔۔
ﺗﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﭘﺮ ﺟﻮ ﺭﮐﮫ ﺩُﻭﮞ۔۔۔۔
ﺗﻢ ﺟﮭﻨﺠﮭﻼﺅ ﻣﻮﮈ ﺑﻨﺎﺅ۔۔۔۔
ﺁﻧﮑﮭﻮﮞ ﺳـﮯ ﮨﺎﺗﻮﮞ ﮐﻮ ﮨﭩﺎﺅ۔۔۔۔
ﻟﯿﮑﻦ ﭘﮭﺮ ﺟﺐ ﻣُﺠﮫ ﮐﻮ ﺩﯾﮑﮭﻮ۔۔۔۔
ﮨﻨﺲ ﮐﺮ ﺟﺎﻧﺎﮞ ﺧُﻮﺵ ﮨﻮ ﺟﺎﺅ۔۔۔۔
"ﺩﻝ ﭼﺎﮨﺘﺎ ہـے"
ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﮐﺒﮭﯽ ﭘﯿﺎﺭﺍ ﻣﻮﺳﻢ ﮨﻮ۔۔۔۔
ﺭِﻡ ﺟﮭﻢ ﺑﺎﺭﺵ ﺍﻭﺭ ﮔﮭﭩﺎ ﮨﻮ۔۔۔۔
ﺗﺐ ﻣﯿﮟ ﺗﻤﮭﺎﺭﮮ سنگــــ سنگــــ ﺟﺎﻧﺎﮞ۔۔۔۔
ﺗﺎﺭﮐﻮﻝ ﮐﯽ ﻟﻤﺒﯽ ﺳﮍکــــ ﭘﺮ۔۔۔۔
ﭼﻠﺘﯽ ﺟﺎﺅﮞ ﭼﻠﺘﯽ ﺟﺎﺅﮞ۔۔۔۔
ﺩﻝ ﮐﯽ ﺑﺎﺗﯿﮟ ﺧُﻮﺏ ﺳﻨﺎﺅﮞ۔۔۔۔
"ﺩﻝ ﭼﺎﮨﺘﺎ ہـے"
ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﻣُﺠﮭـﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺩُﮐﮫ ﺗﮍﭘﺎﺋـﮯ۔۔۔۔
ﺑﺎﺕ ﮐﺮﻭﮞ ﺍﻭﺭ ﺁﻧﮑﮫ ﺑﮭﺮ ﺁﺋـﮯ۔۔۔۔
ﺩُﻧﯿﺎ ﻧﺖ ﻧﺌـﮯ ﺯﺧﻢ ﻟﮕﺎﺋـﮯ۔۔۔۔
ﺗﺐ ﺗﻢ ﻣﯿﺮﮮ ﺳﺎﻣﻨـﮯ ﺁﺅ۔۔۔۔
ﺩﮬﯿﺮﮮ ﺳـﮯ ﭼﮩﺮﮮ ﮐﻮ ﺍُﭨﮭﺎﺅ۔۔۔۔
ﺍﻭﺭ ﯾﮧ ﭘﻮﭼﮭﻮ ﮐﯿﻮﮞ ﺭﻭﺋﯽ ﮨﻮ۔۔۔؟؟
ﺗﺐ ﻣﯿﮟ ﺁﻧﺴﻮ ﭘﻮﻧﭽﮫ ﮐـﮯ ﮨﻨﺲ ﺩُﻭﮞ۔۔۔۔
ﺗﯿﺮﮮ ﮐﻨﺪﮬـﮯ ﭘﺮ ﺳﺮ ﺭﮐﮫ ﺩُﻭﮞ۔۔۔۔
ﭘﻠﮑﯿﮟ ﻣﻮﻧﺪﻭﮞ ﺍﻭﺭ ﺳﻮ ﺟﺎﺅﮞ۔۔۔۔
ﮨﺮ ﺩُﮐﮫ ﺳـﮯ ﺑـﮯ ﺧﺒﺮ ﮨﻮ ﺟﺎﺅﮞ۔۔۔۔
"ﺩﻝ ﭼﺎﮨﺘﺎ ﮨـﮯ ﺟﺎﻥ ﺟﺎﻧﺎﮞ۔



˙·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·




B♥♥♥♥♥B

Khushbu - Libaas - Raang - wohe hain pasand mujhe

Khushbu - Libaas - Raang - wohe hain pasand mujhe
Aab tak teri Pasand ---------- Meri aadatoon main hai..!!



**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*






B♥♥♥♥♥B

Jahaan Hum Juda Huwe The Wo Maqaam Likh Diya Hai



Jahaan Hum Juda Huwe The Wo Maqaam Likh Diya Hai
Mere Aansuon Ne Aksar Tera Naam Likh Diya Hai..

Tujhe Apni Karwaton Ka Main Hisaab Dun To Kaya Dun
Tera Khat Mila Hai Lekin Main Jawaab Dun To Kaya Dun

Main Ne Sirf Kore Kaaghaz Pe Salaam Likh Diya Hai..
Kabhi In Kahaniyon Ne Kabhi Un Paheliyon Ne,

Mujhe Is Qadar Sataya Hai Meri Saheliyon Ne,
Mera Naam Likh Ke Aage Tara Naam Likh Diya Hai..

Tera Naam Dharkano Mein Tera Naam Hai Labon Par
Tera Naam Aansuon Par Tera Naam Aainon Par

Kisi Aur Ko Main Sochun, Ye Haraam Likh Diya Hai..
Jahaan Hum Juda Huwe The Wo Maqaam Likh Diya Hai..!!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Raaz Ki Baatain Likhi, Aur KHAT Khula Rehne Diya,



Raaz Ki Baatain Likhi, Aur KHAT Khula Rehne Diya,
Jaane Kyun Ruswayion Ka, Silsila Rehne Diya ... !

Umar Bhar, Mere Saath Reh Kar, Woh Na Samjha, DIL Ki Baat,
Do Dilon Ke Darmiyaan, Eik Faasla Rehne Diya ... !!

Apni Fitrat, Woh Badal Paya Na, Iss Ke Bawajood,
Khatam Ki Ranjish, Magar Phir Bhi, Gila Rehne Diya ... !!!

Main Samajhti Thi, Khushi Dega Mujhe, Ae Dost Faraib,
Iss Liye Maine, Ghamon Se, Raabta Rehne Diya ... !!! 

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Be Khabar Chand Sitaron Ko Khabar Karti Hai


Be Khabar Chand Sitaron Ko Khabar Karti Hai
Jab Koi Aah Khalaon Mein Safar Karti Hai

Aa Meri Maut Meri Jaan Bacha Le Aa Kar

Zindagi Roz Mujhe Zeir-o-Zabar Karti Hai..!!!


**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Jane Kyun Shikast Ka Azab Liye Phirti Hoon,



Jane Kyun Shikast Ka Azab Liye Phirti Hoon,
Mein Kya Hon Or Kya khwab Liye Phirti Hoon,

Us Ne Ek Bar Kiya Tha Sawal E Mohabbat,
Mein Hr Lamha Wafa Ka JawabLiye Phirti Hun,

Us Ne Poocha Kab Se Nahi Soye,
Mein Tb Se Raat Jaagne Ka Hisab Liye Phirti Hoon,

Us Ki Khwahish Thi K Meri Aankhon Mein pani Dekhey,
MeinUs Waqt Se Ansuoon Ka Sailaab Liye Phirti Hoon,

Afsos K Phir B Wo Mera Na Hua,
Me Jis Ki Arzu Ki Kitab liye Phirti Hoon..!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*




B♥♥♥♥♥B

Tamam Shab Dhadhakta Raha Hain Ye Dil,

Tamam Shab Dhadhakta Raha Hain Ye Dil,
Ekk Aahat Ko Tarasta Raha Hain Ye Dil,

Woh Karke Aane ka Waada Aksar Bhool Jaatey Hain,
Unkey Is Waadey Se Aksar Behalta Raha Hain Ye Dil,

Kehne Ko Woh Baat Itni Badi Bhii Nahin,
Magar Unse Kehne Ko Darta Raha Hai Ye Dil,

Kisi Ekk Kaa Hokar Rehna Mushkil Hain unke liye

Jahan Dekhi Achi Surat Wahan Phisalta Raha unka Ye Dil..!!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Har Shaam, Tum Se Milne Ki, Aadat Si Ho Gayi,



Har Shaam, Tum Se Milne Ki, Aadat Si Ho Gayi,
Phir Rafta Rafta, Tum Se, Mohabbat Si Ho Gayi ...

Shayad Ye, Taza Taza, Judayi Ka Tha Asar,
Har Shakal, Yak-Ba-Yak, Teri Soorat Si Ho Gayi ..

Ek Naam, Jhil-Milane Laga, Dil Ke Taaq Par,
Ek Yaad Jaise Baais-e-Rahat, Si Ho Gayi ...

Khud Ko Saja Sanwar Ke, Rakhne Ka Shoq Tha,
Phir Apne Aap Se Mujhe, Nafrat Si Ho Gayi ...

Maine Koyi, Bayan-e-Safayi, Nahi Diya,
Bas Chup Rahe To, Khud Hi, Wazahat Si Ho Gayi ... !!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*




B♥♥♥♥♥B

Bharosa Toot Jane Se, Zara Pehle Bata Dena,



Bharosa Toot Jane Se, Zara Pehle Bata Dena,
Mujhe Tum Aazmane Se, Zara Pehle Bata Dena ..

Kissi Haal-e-Bahaane Se, Zara Pehle Bata Dena,
Ke Mujhko Tum Bhoolane Se, Zara Pehle Bata Dena ..

Zameen Ki Rait Pe Tumne, Kabhi Jo Likhi Muhabbat Thi,
Woh Tehreerein Mitane Se, Zara Pehle Bata Dena ...

Mere Dilbar Ke Is DIL Par, Main Rakh Loon Zabt Ka Pathar,
Suno Daman Chhudane Se, Zara Pehle Bata Dena ...

Kissi Bhi Mod Pe Ae Dost, Bura Paao Agar Mujh Ko,
Zamane Ko Batane Se, Zara Pehle Bata Dena ... !!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:**




B♥♥♥♥♥B

Use Mein bhool jaungi Magar wada nahi karti,

Use Mein bhool jaungi Magar wada nahi karti,
Hamesha muskuraungi Magar wada nahi karti ..

Us ka zikar Mehfil Mein ho to hamain khamoosh rehna hai,
Mein khud ko Aazmaungi Magar wada nahi karti ...

Sitaron neend ke Maaron chalo khawabon ki duniya mein,
Mein khud bhi so hi jaungi Magar wada nahi karti ...

Chalo tum se ye wada hai ke dil Mein dard hain jitne,
Kisi ko na sunaungi Magar wada nahi karti ... !!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Kitni Taskeen Hai Wabasta Tere Naam Ke Saath,

Kitni Taskeen Hai Wabasta Tere Naam Ke Saath,
Neend Kanton Pe Bhi Aa Jati Hai Araam Ke Saath ...

Zindagi Kha Na Saki Gardish-e-doraan Se Shikast,
Maut Bhi Aayee Toh Aayee Tere Paigham Ke Saath ... 

Aur Badh Jati Hai Jiss Naam Se Betaabiy-e-dil,
Dil Ko Taskeen Bhi Milti Hai Ussi Naam Ke Saath ...

Kitna Be-rabt Hai Afsaana-e-hasti Aye Dost,
Koi Aaghaaz Nahi Hai Mere Anjaam Ke Saath ... !!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*





B♥♥♥♥♥B

Teri Tasveer Ko Is Dil Mein Basa Rakha Hai

Teri Tasveer Ko Is Dil Mein Basa Rakha Hai
Aaina Teri Muhabat Ka Saja Rakha Hai

Koi Surat Meri Aankhon Mein Samati Hi Nahi
Jab Se Main Ne Tujhe Mehboob Bana Rakha Hai..!!



**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*







B♥♥♥♥♥B

Dil Se Mita Na Saki Ek Zamaane Ke Baad Bhi,



Dil Se Mita Na Saki Ek Zamaane Ke Baad Bhi,
Tu Yaad Aa Raha Hai Phir Bhulaane Ke Baad Bhi ..

Tere Sath Tujh Mein Magan Thi Tamaam Waqt,
Tujh Mein Khoi Rahi Tere Jaane Ke Baad Bhi ...

Sab Kuchh Apna Loota’te Rahe Teri Chaahat Mein,
Zinda Hain Tujh Pe Ye Dil Lutaane Ke Baad Bhi ...

Samandar-E-Tanhai Mein Doobi Hi Reh Gai Main,
Pyaar Mein Tum Se Dil Lagaane Ke Baad Bhi ...

Tum Phir Bhi Hay Ajnabi Ho Mohabbat Ke Waste,
Is Tarah Raah-O-Rashm Badhaane Ke Baad Bhi ... !!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*




B♥♥♥♥♥B

Juz Tere Koi Is Duniya Mein Apna Bhi Nahi



Juz Tere Koi Is Duniya Mein Apna Bhi Nahi
Main Bhi Duniya Ki Nahi Meri Ye Duniya Bhi Nahi

Jaane Ye Kon Si Manzil Hai Faramoshi Ki
Zakham Nasoor Bane Dil Hai K Dukhta Bhi Nahi

Pursakoon Tujh Se Bichar Kar Bhi Rahe Hain Lekin
Yaad Na Tujh Ko Kiya Ho Kabhi Aisa Bhi Nahi

Log Nadaan Hain Jo Ulfat Ka Sila Maangte Hain
Tujh Se Kuch Tere Siwa Hum Ne To Chaha Bhi Nahi

Dam-e-Aakhir Jo Main Dekhun To Tujhi Ko Dekhun
RUBY Ab Dil Mein Siwa Is Ke Tamnna Bhi Nahi...!!!!!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*




B♥♥♥♥♥B

Ek Naye Mor Pe Le Aayen Hain Halaat Mujhe



Ek Naye Mor Pe Le Aayen Hain Halaat Mujhe
Dil Ne Jo Mangi Wohi Mil Gayi Saughat Mujhe

Door Reh Kar Bhi Khayalon Mein Mere Paas Ho Tum
Kitne Pyaare Hain Ye Jazbaat Ye Lamhaat Mujhe

Dil Mein Ik Ajnabi Ehsaas Ki Khushboo Jagi
Aaj Lagti Hai Har Ek Baat Nayi Baat Mujhe

Tum Kabhi Khud Ko Meri Aankhon Se Chup Kar Dekho
Tum Mein Nazar Aati Hai Najane Kya Baat Mujhe..!!!!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Ulajhta Chhod Gaya Wo Mujhe Sawalon Main,



Ulajhta Chhod Gaya Wo Mujhe Sawalon Main,
Wo Ek Shakhs Jo Apna Tha Shehar Walon Main ..

Agarche Mujh Se Taaluq Nahi Raha Lekin,
Wo Naam Leta Hai Ab Bhi Mera Hawalon Main ..

Naa Milaa Dil Kaa Qadar-Daan Is Zamaane Main
Yeh Rishtaa Toot Gayaa Dekhne Dikhaane Main ...

Sochti Hoon Ik Roz Shamaa Se Poochhoon ...
Mazaa Kis Mein Hai Jalne Main Yaa Jalaane Main ... !!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Aisi Lagi Udaas Sar-E-Shaam Zindgi.



Aisi Lagi Udaas Sar-E-Shaam Zindgi.
Jaise Kisi Ki Aankh Ka Ilzam Zindgi.

Apne Jahan Mein Dekha Teray Baad Kuch Nahi,
Hum Ne Laga Di Aaj Tery Naam Zindgi.

Jis K Bina Ye Saans Mujhe Doobti Lagi,
Ja K Usay Bhi Dhoond Kisi Shaam Zindagi..

Ye Pyar Dard Na Ban Sakay Jis K Nashay Mein,
Mujh Ko Pila De Aaj Wohi Jaam Zindgi..

Ab Doston K Haath Mere Haath Mein Nahi,
Girnay Lagi Hoon Aaj Mujhay Thaam ZINDAGI..!!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B

Akoot-e-Shaam Main Goonji Sadaa Udaasi Ki ,



Akoot-e-Shaam Main Goonji Sadaa Udaasi Ki ,
Ke Hai Mazeed Udaasi Dawa Udaasi Ki ,

Amoor-e-Dil Main, Kisi Teesre Ka Dakhal Nahi ,
Yahan Faqat Teri Chalti Hai Ya Udaasi Ki ,

Bohat Shareer ThI Main Aur HanstI PhirtI ThI ,
Phir Ek Faqeer Ne De Di Dua Udaasi Ki ,

Charaagh-e-Dil Ko Zara Ehtiyaat Se Rakhna ,
Ke Aaj Raat Chale Gi Hawa Udaasi Ki ,

Bohat Dinon Se Mulakaat Hi Nahi Hoi ,
Kahin Se Khair Khabar Le Ke Aa Udaasi Ki..!!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*





B♥♥♥♥♥B

Aaj Kal Sach Poochhiye To, Muskurata Kaun Hai,



Aaj Kal Sach Poochhiye To, Muskurata Kaun Hai,
Khud Farebi Hai Faqat, Hansta Hansata Kaun Hai .

Meri Neendain Ud Gayi Hain, Yeh To Kah Sakti Hun Main,
Yeh Magar Mat Poochhiye, Neendain Udata Kaun Hai .

Tum Nahi Aate Na Aao, Tum Se Shikwa Bhi Nahi,
Tum Se Kehta Kaun Hai, Temhe Bulaata Kaun Hai ..

Iss Se Pahle Bhi Kiya Hai, Hum Ne Un Ka Aitbaar,
Aese Waade To, Bahut Hote Hain, Par Aata Kaun Hai .

Unki Mehfil Dekhne Ka, Shoq To Humko Bhi Hai,
Hum Wahan Jaate, Magar Hum Ko, Bulata Kaun Hai ... !!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*




B♥♥♥♥♥B

Dil ki hasrat meri zuban pe aane lagi



Dil ki hasrat meri zuban pe aane lagi
tune dekha or ye zindagi muskurane lagi


ye ishq ki inteha thi ya deewangi meri..
har soorat mein soorat teri nazar aane lagi ..!!


**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*



B♥♥♥♥♥B
111111111111111111111111111111111111111111111111