MUJAY TUM BOHT YAD AATE HO


31 Dec 2014

اے نئے سال بتا، تُجھ ميں نيا پن کيا ہے؟

اے نئے سال بتا، تُجھ ميں نيا پن کيا ہے؟
ہر طرف خَلق نے کيوں شور مچا رکھا ہے
روشنی دن کی وہي تاروں بھري رات وہی
آج ہم کو نظر آتي ہے ہر ايک بات وہی
آسمان بدلا ہے افسوس، نا بدلی ہے زميں
ايک ہندسے کا بدلنا کوئي جدت تو نہيں
اگلے برسوں کی طرح ہوں گے قرينے تيرے
کسے معلوم نہيں بارہ مہينے تيرے
جنوري، فروري اور مارچ ميں پڑے گي سردي
اور اپريل، مئي اور جون ميں ہو گي گرمي
تيرا مَن دہر ميں کچھ کھوئے گا کچھ پائے گا
اپنی ميعاد بَسر کر کے چلا جائے گا
تو نيا ہے تو دکھا صبح نئي، شام نئی
ورنہ اِن آنکھوں نے ديکھے ہيں نئے سال کئی
بے سبب لوگ ديتے ہيں کيوں مبارک باديں
غالبا بھول گئے وقت کی کڑوي ياديں

  GUL ·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·


B♥♥♥♥♥B

نئے سال کی صبحِ اول کے سورج!

نئے سال کی صبحِ اول کے سورج!
جہاں تک بھی تیری جواں روشنی کا
اُبلتا ہوا شوخ سیماب جائے
وہاں تک کوئی دل چٹخنے نہ پائے
کوئی آنکھ میلی نہ ہو، نہ کسی ہاتھ میں

حرفِ خیرات کا کوئی کشکول ہو!
کوئی چہرہ کٹے ضربِ افلاس سے
نہ مسافر کوئی
بے جہت جگنوؤں کا طلبگار ہو
کوئی اہلِ قلم
مدحِ طَبل و عَلم میں نہ اہلِ حَکم کا گنہگار ہو
کوئی دریُوزہ گر
کیوں پِھرے در بدر؟
صبحِ اول کے سورج!
دُعا ہے کہ تیری حرارت کا خَالق
مرے گُنگ لفظوں
مرے سرد جذبوں کی یخ بستگی کو
کڑکتی ہوئی بجلیوں کا کوئی
ذائقہ بخش دے!
راہ گزاروں میں دم توڑتے ہوئے رہروؤں کو
سفر کا نیا حوصلہ بخش دے!
میری تاریک گلیوں کو جلتے چراغوں کا
پھر سے کوئی سِلسلہ بخش دے،
شہر والوں کو میری اَنا بخش دے
دُخترِ دشت کو دُودھیا کُہر کی اک رِدا بخش دے _!!

  GUL ·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·


B♥♥♥♥♥B

mujhay tum yaad aati ho

Kabhi suraj ki kirnay jab shagufta phool ko choomain
mujhay tum yaad aatai ho.

koi khushboo hawa k dosh pay urti hui jhoomay 
mujahy tum yaad aati ho 
magar yaadon ka kiya hai 
yaad to yaado.n mein hoti hai

meri har saans mein tum ho 
aey meri zindagi 
jab saans mein yeh saans aati hai 

mujhay tum yaad aati ho
mujhay tum yaad aati ho..!!

 G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

Ajanabi muje tum yad ate ho

Ajanabi muje tum yad ate ho ... me
tanha hon tumhre bin .... muje tum
kyun satate ho... ajanabi muje tum yad
ate ho... tumhrain dekha nhi phr b mra
dil q tarpata hy .... tumhain milne ko dil
mra na jane q machalta hy ...

mra dil q 
tarpahta hy ..meri bahon me aa jao ....
muje tum q satate ho... ajanabi muje
tum yad ate ho.....

kbi socha na tha asa
mre tum sapnu me ao ge ..muje
dinwana kar do ge.. mri neendian urao
ge.. muje her pal satao ge ... mre jiwan me aa jao

 muje tum q satate ho..
ajanabi muje tum yad ate ho... ajanabi
muje tum yad ate ho...me tanha hon
tumhre bin ....

muje tum yun satate hon...!!

 G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

MUJHEY TUM YAAD AATAY HO..

Mukaddar k sitaron per,
Zamanay k esharon per,
udasi k kinaron per,
kabhe veran shehraon per,
kabhe sunsan rahon per,


kabhi hairon ankhon main,
kabhi bayjan lamhon main,
tumhari yad chupkay say,
koi sargoshi kerti hay,
yeh palkain bheeg jati hain,
do ansu tot girtay hain,


main palkon ko jhukata hon,
bazahir muskurata hon,
faqat itna he kah pata hon,
mujhey kitna sataty ho,
MUJHEY TUM YAD ATAY HO,
MUJHEY TUM YAAD AATAY HO..!!



  G'''muje tum yad ate hon'''G




B♥♥♥♥♥B

30 Dec 2014

سنو...!!! کہ جس طرح تم ہو گئے تھے

سنو.!
کہ جس طرح تم ہو گئے تھے
دسمبر بھی جدا ہونے لگا ہے.!

  GUL ·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·

B♥♥♥♥♥B

Saal Ka Aakhri Din Hai

Saal Ka Aakhri Din Hai
Abhi Kuch Dhoop Hai Leikin
Zara See Dair Ko Tay Hai Kay Akhir Shaam Hona Hai
Haqiqat Ya Kahani Jo Bhee Hai Anjam Hona Hai
Chaloo Mil Baith Kay Apnay Khasaray Bant Letay Hain
Sab He Rang Aur jugnoo Aur Sitaray Bant Letay Hain
Zara See Dair Ko Tay Hai key Akhir Shaam Hona Hai
Haqiqat Ya Kahani Jo Bhee Hai Anjam Hona Hai_____!!

Too kyon Naa Kuch Shaam Say Pehlay
Jo Kuch Ghariyan Muyasir Hain
Unhee Mein Zindagi Kar Lain,
Kisi Ahsaas Kee Shama Jala Kar
Inn Andheron Main
Koyee Daam Roshni Kar Lain
Chaloo Hum Dosti Kar Lain
Zara See Dair ko Tay Hai Kay Akhir Shaam Hona Hai
Haqiqat Ya Kahani Jo Bhee Hai Anjam Hona Hai______!!


  G'''muje tum yad ate hon'''G




B♥♥♥♥♥B

Aakhri sham december ki tere sath



Aakhri sham december ki tere sath 
guzarne ko jee chahta hai..
Tere hath main le kar hath yeh 
sham guzarne ko jee chahta hai..

Sard hawa ho sunsan raston 
par tere sath chalne ko jee chahta hai..i
Aakhri sham december ki tere 
sath guzarne ko jee chahta hai..

Tujhe le kar apni bahon main phir 
jhoom ne ko jee chahta hai..
Tujhe laga kar apne seene se 
phir chuom ne ko jee chahta hai..

Teri aankhon main doub kar phir 
jeene ko jee chahta hai.. Suno..!
guzarne ko jee chahta hai..
Tere hath main le kar hath 
yeh sham guzarne ko jee chahta hai..!!

  G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

سنو، ,suno

سنو،  ,suno 
دسمبر کی دھندلائی december ki dhundlaai
 اس شام کو دیکھو،  ,is shaam ko dekho 
جاڑے کے اس موسم میں jaarray kay is mausom men
 درختوں سے گرتے پتوں darakhton say girtay patton
  ...کی طرح، ,ki terha... اپنے دل سے ان بیتے ماہ و سال 
apnay dil say in beetay maah o saal
 کی یادیں نہ بکھرنے دینا۔۔۔ ...ki yaadain bikharnay na dena
 تم چاہے وفا نہ نبھانا مگر tum chaahay wafa na nibhana magar
 حسین یادوں کا بھرم رکھنا، ,haseen yaadon ka bharam rakhna
 سرخ گلاب کی طرح surkh gulaab ki terha
 ان یادوں کو بھی سجائےرکھنا۔ -in yaadon ko bhi sajaaye rakhna
 میں ھمیشہ دسمبر کی آخری شام کو
 mein hamesha december ki aakhri shaam ko
 گزارتے ہوئے، ,guzaartay huay
  سرخ گلاب کو surkh gulaab ko
 ھاتھوں میں لیے، ,haathon men liye
 تم سے وابستہ یادوں کو   tum say waabasta yaadon ko
 دل میں دھراتے ہوئے   dil men duhraatay huay
 آنے والے سال کو aanay waalay saal ko
 پھر سرخ گلاب کے نام کر دیا کروں گا۔۔۔۔ ...
phir surkh gulaab kay naam kar diya karoon ga..!!

  G'''muje tum yad ate hon'''G
B♥♥♥♥♥B

December Ki Aakhri Shaam, Mere Apno K Naam..!

December Ki Aakhri Shaam, Mere Apno K Naam..!
Ulfat Bhara Salaam, Mere Doston K Naam...........!

Kuch Ko Mein Ne Manaya, Kuch Ne Mujhe Manaya!
Hum Ne Diye Ilzaam , Eik Dusre K Naam..............!

Kuch Waaday Kiye Puray ,Kuch reh Gaye Adhuray !
Nibhayein Gay Her Rishta ,Ehd-e-Wafa K Naam.....!

Chalti Rahay Ye Dosti,Ta Dum-e-Ikhtitaam..........!
Mera Hai ye Pegham, Mere Doston K Naam........!

Lekha Hai Mein Ne Ye Kalaam , Apne Doston K Naam!
December Ki Aakhri Shaam, Mere Doston K Naam ! *



  G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

Lo december ja raha hai, Aao milkar alwida keh de'n..!!

Lo december ja raha hai, Aao milkar alwida keh de'n..!!
Ye Saal bhi guzar gaya, yu'n hi alwida kehte kehte...!!

Bade mukhatsir guzre is saal ke din..
Kisi ke tasawwar me aur kisi ke bin..
Fir pichhle saal wo december ka,
Aakhiri din yaad aaya hai hume...!!

Fir uski yaado'n ne sard aaho'n ka,
Wo manzar dikhaya hai hume...!!
Sach hai ke bahut bekali se jiye....
Magar is saal hum behtari se jiye...

Tazurbe naye huye, naye logo'n se mile....!!
Kuch shikwe, shikayate'n aur kuch gile....!!
Kahbi khushi ke ashk in aankho'n se bahe..!!
Kabhi ashko'n me khushi ko dhundhte rahe...!!

Naye rishte, naye hadse, nayi khushiya'n dekhi..
Bahut si ankahi baato'n ki nayi siskiya'n dekhi.
Hanse bhi bahut aur hansaya bhi bahut....!!
Kisi ne beinteha'n pyar diya aur rulaya bhi bahut....!!

Bahut si yaade'n fir samet li hain humne is saal ki...!!
Jaise titliya'n bator li hain humne kisi ke khayal ki....!!
Ye saal ja raha hai, naya aaghaz hoga kal se...!!
Magar koi bahut yaad aayega hume dil se...!!

Aao houslo'n ki kamar kas le'n, nayi mohabbat kare'n....!!
Chalo naye saal ka aaghaz kare'n, is saal ko rukhsat kare'n...!!


 G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

Ess saal ki aakhri dhalti shaam key saath


Ess saal ki aakhri dhalti shaam key saath
teri yaddon key sooraj ko bhi alwida ker doon ga
ab key baad rat-jagoon ka yeh safar
chaand ko tanha hi taye kerna ho ga.
mein terey jhootey sachey lafzoon sey banney
kachey pakkey rishtun ki kamzoor doori ko
key jissey joortey joortey khud toot gya hoon
ussey khud hi toor daloon ga
key bohat jheel lia dard
teri majboorion key hijaboon ka
kissi kitab mein rakh key
bhooley hovey murjhaye gulaboon ka
yaqeee’N aur bey yaqeeni ki
aankh machooli sey bantey
taptey hovey siraboon ka
teri wapsi ki rah takti
pathrayee hoi aankhoon ki palkoon per
bikhrey hovey chand khawaboon ka
na khatam hooney waley azaaboon ka
ab ki baar khushion ki pehli kirn
merey dil mein phootey gi
aur naye saal ki pehli sehar
merey ander key sab aansoo nikaal ker
dharti ki goud shabnam sey bher dey gi..!!
  G'''muje tum yad ate hon'''G
B♥♥♥♥♥B

میرا درد دسمبر تھا

میرا درد دسمبر تھا 
کتناسرددسمبر تھا 
آنسوؤں کی بارش میں 
جل تھل دسمبر تھا 
چناروں کے شہر میں 
شوخ وچنچل دسمبر تھا 
محبت بھری راتوں میں 
کتنا پاگل دسمبر تھا 
جب ہم ملے تھے 
سنا مسرور دسمبر تھا 
سال کی آخر ی شب 
بڑامغرور دسمبر تھا

  GUL ·٠•●♥ (♥♥ مھجے تم یاد آتے ہو ♥♥)♥●•٠·



B♥♥♥♥♥B

December ki akhri sham

December ki akhri sham
Usy kehna....!

December ja reha hai
Or December ki aakhri shaam hai

Aur
December k guzarte hi
Baras ik aur maazi ki fiza mein doob jae gaa

Usy kehna, December k guzarne se zara pehle
Muhabbat ki kahani ko koi takmeel de jana

Usy kehna, December ka maheena jaise hi guzre ga
Umeedein doob jaein gi'n

Wo sapne toot jaen gein
Usse kehna,
December k guzarne se zara pehle
Mohabbat ko koi tabeer de jae
Usse kehna, Muqaddar ko hamare doob jane se
bacha lena..!!!


  G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

December ki Aakhri Shaam.......

Phir ek hue do saaye
phir kisi hont ne rukhsaar chuaa
phir kisi aankh ne rukhsat chahi
phir kisi gaal pey aanso dhalka
phir tei yaad ke saye mahkay


phir tery pyar ka jhonka aaya
phir tere naam ki sargam jagi
phir mery dard ka suraj nikla
phir meri aankh pe badal chaye


phir meri yaas ki aandhi uthi
phir meri pyaas ke kantay phoolay
phir meri shaam sehar tak roye
mery ghar sey teray d'r tak roye..!!


  G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

suno December .. ussay mila do ...!!

Naye hekayat mohabbaton ke
shikayatoon ke
bhujay bhujay say haroof lay kar
kohar mayn doobi seyaahoon kay
warq warq per utaarna hay
udaas shamoo'n kay phool chun kar
suno December
ussay pukaaro
ussay bulaaoo
suno December .. ussay mila do
ab is say pehlay kay saans niklay
ab is say pehlay kay saal guzray
wohe lakeerayn wohe sitara
mere lakeroon mayn qaid kar do
ya aakhri shab kay aakhri pal
koi bara ikhtetaam kar do
yeh zindagi bhi tamaam kar do
suno December .. ussay mila do ...!!


  G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

"Mjy tm yaad aaty ho..!!

Ksi sar sabz waadi may
Ksi khush rng jugnoo ko
Kbi urty hoy dekhon
"Mjy tm yaad aaty ho"

Khyaalon may, swaalon may 
Mohabbat k hawaalon may
Tmhain aawaz deti hon 
Tmhain wapas bulati hon
Yun khud ko aazmati hon 
Koi jb nazm likhti hon
Usy unwaan deti hon
"Mjy tm yaad aaty ho"
Kbi bahar nikalti hon 

Ksi rasty py chalti hon
Khin 2 doston ko khilkhilaty,
Muskuraty dekh leti hon
ksi ko gungunaty dekh leti hon
Tu phr......................
Meri rarafaqat k awwal-o-aakhir
"Mjy tm yaad aaty ho"

December may jo mosm ka maza leny ko g chahy
Koi pyaari saheli phone pr boly
bara hi mast mosm hay
chalo baher niklty hain
Chalo bondon sy khelaingy
Chalo barish may bheegain gay
Tu us lamhy
Tmhari yaad holy sy 
Koi sargoshi krti hay
Ye plkain bheeg jati hain
2 aansoo toot girty hain
Main aankhon ko jhukaati hon
Bzaahir muskurati hon
Faqat itna hi khti hon 
Mjy kitna sataty ho
"Mjy tm yaad aaty ho..!!

  G'''muje tum yad ate hon'''G



B♥♥♥♥♥B

Aakhri Raat December Ki

Aakhri Raat December Ki
Or Chodhween Ka Chand
Hath Main Thamay Coffee Ka Mug
Dekhti Hun Aik Nazar Mai Is Guzarte Saal Ko
Kya Kya Khoya
Kya Kya Paya
Kis Kis Ko Dilshad Kya
Kis Kis Ko Naraz Kya
Ajnabi Apny Hue
Or Kuch Apny Na-Ashna There
Raat K Is Sannatte Main
Yukh Basta Lab Mang Rahe Hain
Bus Ab Aik He Dua
Sath Apno Ka Rahe Ta Zindagi
Koi Na Ab Udas Rahe
Pur-Nam Na Koi Ankh Rahe
Khushyon Ki Mehfil Saji Rahe
Dil Main Ab Na Koi Tashnagi Rahe...!!


 G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

29 Dec 2014

Har ek zakhm ka chehra gulab jaisa hai

Har ek zakhm ka chehra gulab jaisa hai
magar ye jagta manzar bhi khwab jaisa hai

ye talkh talkh sa lehja ye tez tez si baat
mizaj-e-yaar ka aalam sharab jaisa hai

mera sukhan bhi chaman dar chaman shufaq ki phuwaar
tera badan bhi mehektay gulab jaisa hai

bara taweel nehaayat haseen bohat mubham
mera sawaal tumhare jawab jaisa hai

tu zindagi ke haqaiq ki teh mein yu'n na utar
ke is nadi ka bahao chanab jaisa hai

teri nazar hi nahi harf-e-aashna warna
har ek chehra yahaan pe kitaab jaisa hai

chamak uthay to samandar bujhay to ret ki leher
mere khayaal ka darya saraab jaisa hai

tere qreeb bhi reh kar na paa sakoon tujhko
tere khayaal ka jalwa habaab jaisa hai...!!

 G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B
111111111111111111111111111111111111111111111111