MUJAY TUM BOHT YAD AATE HO


25 Apr 2014

یہ جو سرگشتہ سے پھرتے ہیں کتابوں والے

یہ جو سرگشتہ سے پھرتے ہیں کتابوں والے
ان سے مت مل کہ انہیں روگ ہیں خوابوں والے

اب نۓ سال کی مہلت نہیں ملنے والی
آ چکے اب تو شب و روز عذابوں والے

اب تو سب دشنہ و خنجر کی زباں بولتے ہیں
اب کہاں لوگ محبت کے نصابوں والے

زندہ رہنے کی تمنا ہو تو ہو جاتے ہیں
فاختاؤں کے بھی کردار عقابوں والے

نہ مرے زخم کھلے ہیں نہ ترا رنگ حنا

..!موسم آۓ ہی نہیں اب کے گلابوں والے



B♥♥♥♥♥B

محبٌت میں کہاں ترمیم ھوتی ھے؟

محبٌت میں کہاں ترمیم ھوتی ھے؟
محبٌت میں ھمیشہ ایک سا موسم نہیں رہتا
کبھی ھے وصل کی رم جھم
بھگو دیتی ھے آنچل کو
دلِ بیکل کو،چنچل کو

کبھی ھے ھجر کا جلتا دہکتا کاسنی سورج
لہو میں خار بھرتا ھے
بالآخر سُرمئی سایوں میں ڈھلتا ھے
جو پلکوں پر مچلتا ھے
محبٌت کے مسافر کی کوئی منزل نہیں ھوتی
محبٌت کا جو کُلیہ ھے
بدلنے کا کبھی امکان ھوتاہی نہیں اس میں
سُنا ھے زندگی پل پل یہاں تقسیم ھوتی ھے
محبٌت میں کہاں ترمیم ھوتی ھے؟



B♥♥♥♥♥B

24 Apr 2014

Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyar Karain Gay,

Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyar Karain Gay,
Har Dharkan Par Apni Wafa Ka Ikrar Karain Gay,

Jahan Bhi Jao Gay Har Qadam Humain Hi Pao Gay,
Ishq Ke Har Mod Par Tera Intizar Karain Gay,

Jee Na Sakain Gay Agar Tum Rooth Jao Gay Hum Se,
Wada Karo Hum Na Kabhi Takrar Karain Gay,

Sawaar Lein Gay Khud Ko Hum Teri Chahat Mein,
Ho Tujh Ko Fakar Waisa Apna Kirdar Karain Gay,

Bana De Tujh Ko Jo Mera Har Saans K Liye,
Khuda Se Hum Wo Dua Bar Bar Karain Gay,

Bas Jain Gay Har Lamhe Mein Pyar Ban Kar,
Tumahri Zindagi K Har Pal Ko Bahar Karain Gay....!!



B♥♥♥♥♥B

نگاہوں کی جھلمل



یہ کتابوں کے قصے

فسانوں کی باتیں
نگاہوں کی جھلمل
جدائی کی راتیں
محبت کی قسمیں 

نبھانے کے وعدے
یہ دھوکا وفا کا
یہ جھوٹے ارادے
یہ باتیں کتابی
یہ نظمیں پرانی
نہ ان کی حقیقت
نہ ان کی کہانی
نہ لکھنا انھیں
نہ تم محفوظ کرنا
یہ جذبے ہیں بس 
!!...ان کو محسوس کرنا




B♥♥♥♥♥B

pazaib

Tu Lakh badley Apna andaz
chalne ka

Tuje pazaib ki chankaar se

pehchan leta hun...!!

B♥♥♥♥♥B

چلے دل سے امیدوں کے مسافر


چلے دل سے امیدوں کے مسافر

یہ نگری آج....... خالی ہو رہی ہے..




B♥♥♥♥♥B

Wo humsafar tha

Woh humsafar tha magar us say humnawaayi na thi
Ke dhoop chayon ka alam raha,judaai na thi
Na apna ranj na auron ka dukh,na tera malal
Shab`e firaq kabhi hum nay yun ganwayi na thi
Mohabbaton ka safar is tarha bhi guzra tha
Shikasta dil thay musaafir shikasta paayi na thi
Adawatein thin,taghaful tha,ranjishein thin
Bicharhnay walay main sab kuch tha,bewafaayi na thi
Bicharhtay waqt un aankhon main thi humari ghazal
Ghazal bhi woh jo kisi ko abhi sunayi na thi
Kisay pukaar raha tha wo doobta howa din ?
Sadaa tiu aayi laikin koi duhaayi na thi
Kabhi yeh haal keh donon main yakdili thi bohat
Kabhi yeh marhala jaisay keh ashnayi na thi
Ajeeb hoti hay rah`e sukhan bhi dekh naseer
Wahan bhi aa gaye akhir jahan rasayi na thi...!!



B♥♥♥♥♥B

**ZINDAGI GULZAR HAI**

**ZINDAGI GULZAR HAI**

Zindagi khaak na thi khaak uratay guzri
Tujh say kya kehtay teray pass jo aatay guzri

Din jo guzra toh kisi yaad ki ro main guzra
Shaam aayi toh koi khuwaab dikhatay guzri

Acchay waqton ki tamana main rahi umr-e-rawaan
Waqt aisa tha kay bus naaz uthatay guzri

Zindagi jis kay muqadar main ho khushiyan teri
Ussko aata hai nibhana so nibhatay guzri

Zindagi naam udher hai kisi sarshaari ka
Aur udher door say aik aas lagatay guzri

Raat kya aayi kay tanhaai ki sarghoshi main
Hoo ka aalam th amagar suntay sunatay guzri

Zindagi Naam Udher Hai Kisi Sarshaari Ka
Baarha choonk si jaati hai musaafat dil ki
Kis ki awaaz thi yeh kis ko bulatay guzri...!!


Hanadi Gulzar





B♥♥♥♥♥B

تری آنکھوں میں جب کھلتے ہوئے دیکھے کنول میں نے

تری آنکھوں میں جب کھلتے ہوئے دیکھے کنول میں نے
ستاروں کو سنائی دیر تک اپنی غزل میں نے

وہ تیرے جسم سے چھنتی ہوئی کُچھ دِلرُبا کرنیں
نہ دیکھا تھا کبھی یوں جلوہِ حسنِ ازل میں نے

غموں کی دھوپ جن کے روزنوں سے جھانک سکتی ہے
سجائے تیرے سایوں سے وہ خوابوں کے محل میں نے

نہ ہو گا سو برس کی عمر میں بھی یہ سکوں حاصل
گزارا تجھ سے مل کر جس طرح ایک ایک پل میں نے

خُدارا تو بھی اس دیوانگی کی لاج رکھ لینا
اگر ڈالا تری نیندوں میں تھوڑا سا خلل میں نے

یقینا تجھ کو چاہیں گے میرے غمخوار بن بن کر
سمجھ رکھا ہے اپنا دوست جن کو آج کل میں نے

قتیلؔ اس بار جانے کب مجھے مصلوب ہونا ہے
ابھی دیکھا نہیں حالات کا ردِّ عمل میں نے





B♥♥♥♥♥B

محبت چھوڑ دی ہم نے...!


یہ تم سے کہہ دیا کس نے
کہ تم بن رہ نہیں سکتے
یہ دکھ ہم سہہ نہیں سکتے
چلو ہم مان لیتے ہیں
کہ تم بن ہم بہت روۓ
کئی راتیں نہیں سوئے
مگر افسوس ہے جاناں
کہ اب کہ تم جو لوٹو گے
ہمیں تبدیل پاؤ گے
بہت مایوس ہوگے تم
اگر تم پوچھنا چاہوں
کہ ایسا کیوں کیا ہم نے
تو سن لو غور سے جاناں
پرانی اک روایت تنگ آکر توڑ دی ہم نے
محبت چھوڑ دی ہم نے...!




B♥♥♥♥♥B

21 Apr 2014

میری پازیب رقص میں زخمی



میری پازیب رقص میں زخمی
بزم ہے جھنجھناہٹوں میں گم

آہ و نا لہ کی تیز یورش میں
جسم ہے تھر تھراہٹوں میں گم

ہوں ابھی تیرے دل کےجنگل میں
گل رُتوں کی تراوٹوں میں گم

ہونٹ تک بات لاکے نیناں میں
کیوں ہوئی ہچکچاہٹوں میں گم




B♥♥♥♥♥B

ﺳﻨﻮ ﭘﺎﮔﻞ



ﺳﻨﻮ ﭘﺎﮔﻞ___
ﮐﮭﮍﮮ ﺭﮨﻨﮯ ﺳﮯ ﮐﯿﺎ ﺣﺎﺻﻞ
ﮨُﻮﺍ ﺗﻮ ﺑﺲ ﯾﮩﯽ ﮨﻮ ﮔﺎ
ﮨﻮﺍﺋﯿﮟ ﺩﻝ ﺩﮐﮭﺎﺋﯿﮟ ﮔﯽ
ﻧﮕﺎﮨﯿﮟ ﺑﮭﯿﮓ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﯽ
ﭼﻠﻮ ﺍﻧﺪﺭ ﭼﻠﮯ ﺟﺎﺅ
ﺳﻨﺎ ﮨﮯ ﺟﻮ ﺑﮭﯽ ﻣﺮﺿﯽ ﺳﮯ ﭼﻼ ﺟﺎﺋﮯ
ﻭﮦ ﭘﮭﺮ ﻭﺍﭘﺲ ﻧﮩﯿﮟ ﺁﺗﺎ۔




B♥♥♥♥♥B

Tumhara Ishq Tumhari Wafa Hi Kaafi Hai...

Tumhara Ishq Tumhari Wafa Hi Kaafi Hai...
Tamaam Umar Yehi Aasra Hi Kaafi Hai...


Jahan Kahin Bhi Milo,
Mil Ke Muskura Dena...
Khushi Ke Wastey Yeh Silsila Hi Kafi Hai...  

Mujhe Bahaar Ke Mausam Se Nahi Kuch Lena...
Tumhare Pyar Ki Rangeen Fiza Hi Kaafi Hai...


Yeh Log Kaun Si Manzil Ki Baat Karte Hain..
Musaafiron Ke Liye Tu Raasta Hi Kaafi Hai...!!







B♥♥♥♥♥B

Tum Laakh Chupao Seene Mein Ehsaaas



Tum Laakh Chupao Seene Mein Ehsaaas
Humari Chaahat Ka....... !!!

Dil jab Bhi Tumahara Dharakata Hai

Awaaz

Yahan Tak Aati Hai....!!!

 Hanadi 






B♥♥♥♥♥B

Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hain



Main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hain.
main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hain..
tum hoti toh kaisa hota...
tum ye kahti tum woh kahti
tum is baat hairan hoti..tum us baat kitni hasti..
tum hoti toh aisa hota..tum hoti toh vaisa hota..
main aur meri tanhai aksar yeh baatein karte hain..



yeh raat hai ya tumhari julfe khuli huin hain...
hain chandni ya tumhari najro se meri raatein dhooli huin hain...
yeh chand hain ya tumhara kangan..
sitare hain ya tumhara aanchal..
hawa ka jhoka hain ya tumhare badan ki khoosbu..
yeh pattiyon ki sarsarahat ki tumne chupke se kuch kahan hain..
yeh sochta hoon main kabse gumsum..
ki jabki mujhko bhi yeh khabar hain..
ki tum nahin hon..kahin nahin hon..
magar yeh dil hain ki kah rahan hain..
tum yahin hon..yahin kahin hon...



majboor yeh haalat idhar bhi hain udhar bhi...
tanhai ki ek raat idhar bhi hain udhar bhi...
kehne ko bahut kuch hain magar kis se kahein hum...
kab tak yun hi khamosh rahein aur sahein hum..
dil kehta duniya ki har ek rasm utha de...
deewar jo hum dono mein aaj gira de..
kyun dil mein sulagte rahein logo ko bata de..
haan humko mohabbat hain mohabbat hain mohabbat...
ab dil mein yahin baat..
idhar bhi hain udhar bhi...!!

                                               




B♥♥♥♥♥B

Tarz-E-Wafa Ko Us ki Kia Naam Doon Main Ab ??

Tarz-E-Wafa Ko Us ki Kia Naam Doon Main Ab ??
Khud Door Ho Gaya Ha, Mujh Ko Qareeb ker k...!


Hanadi gulzar


B♥♥♥♥♥B

Koi dhoond aisa hamsafar...!

Koi Dhoond aisa hamsafar
Jise tu apna bana ske,

Tu kahe ke raat hae
Aur wo chandni luta ske,

Tere ansu’un ko wo smet le
ke koi na tujh ko rula ske,

Teri raah main jo hon mushkilen,
Apni palkoon se hata ske,

Tujhe rakh le apne hissay main,
K tujhko na koi chura ske,

Wo ho tere itna qareeb ke,
Kisi ki yad b na tujhe aa ske,

Haan!
Koi dhoond aisa hamsafar...!





B♥♥♥♥♥B

یہ کیا نقشے _____ پیالوں پر پڑے ہیں


یہ کیا نقشے _____ پیالوں پر پڑے ہیں
بڑے چھنٹے _____ خیالوں پر پڑے ہیں

نگاہیں چور ہیں __ نیندوں سے ان کی
گھنیرے بال _______ گالوں پر پڑے ہیں

تمہاری انکھڑیوں کے ____ زخم خوردہ
تمہارے! _______ اندمالوں پر پڑے ہیں

نگاہِ ہوش! ______ کیا افشا کرے گی
بڑے پردے ______ جمالوں پر پڑے ہیں

جواب ان ہی کے مانگے تھے 'عدم' نے
نشاں جن جن ___ سوالوں پر پڑے ہیں...!!





B♥♥♥♥♥B

دل کی چاروں رُتوں پے حُکمرانی تیری۔۔۔۔



دل کی چاروں رُتوں پے حُکمرانی تیری۔۔۔۔
رُتِ بہاراں ہے عُریانی تیری۔۔۔۔

تو چاہے تو خِزاں میں بھی بہار آہ جائے۔۔۔
جیسے رکھ جس حال میں رکھ۔۔۔ مہربانی تیری۔۔۔

دھنس گئی ہے جگر میں، جب سے دیکھا ہے۔۔
روپ سُہنرا۔۔۔ آنکھیں مستانی تیری۔۔

لوگ چاہیں کریں بدنام زمانہ۔۔۔
حیاء نظر سے عیاں کہانی تیری۔۔۔

لبوں کی سُرخی۔۔۔ چہرے کی ہنسی قابلِ رشک ہے۔۔
تو نظیر حُسن ہے۔۔ حُسن اداء ہے نشانی تیری۔۔۔۔





B♥♥♥♥♥B

18 Apr 2014

کرا کے آرائش جو دیکھی

کرا کے آرائش جو دیکھی ' اُس صنم نے اپنی شکل
بند آنکھیں ہو گئیں'' آئینہ حیراں رہ گیا....!!
 




B♥♥♥♥♥B

17 Apr 2014

Abhi Kuch Aur Karishme Ghazal Ke Dekhte Hain

Abhi Kuch Aur Karishme Ghazal Ke Dekhte Hain
Aiye Yaar Aab Zara Lehja Badal Ke Dekhte Hain

Judaaia’n Toh Muqaadar Hain Phir Bhi Jaan-e-Safar
Kuch Aur Duur Zara Saath Chal Ke Dekhte Hain

Raah-e-Wafaa Mein Hareef-e-Khiraam Koi Toh Ho
Soh Apne Aap Se Aage Nikal Ke Dekhte Hain

Tuu Saamne Hai Toh Phir Kyoon Yakeen Nahin Aata
Yeh Baar Baar Joh Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain

Yeh Kaun Log Hain Moujood Teri Mehfil Mein
Joh Laalacho’n Se Tujhe Aur Mujh Ko Jal Ke Dekhte Hain

Yeh Qarb Kya Hai Ke Yak Jaan Hue Na Duur Hue
Hazaar Aik Hi Qaalib Mein Dhal Ke Dekhte Hain

Na Tujh Ko Maat Hui Hai Na Mujh Ko Maat Hui
Soh Aab Ke Dono Hi Chaale’n Badal Ke Dekhte Hain

Yeh Kaun Hai Ser-e-Saahil Ke Doobne Waale
Samandaro’n Ki Taho’n Se Ucchal Ke Dekhte Hain

Abhi Talak Toh Na Kundan Hue Na Raakh Hue
Hum Apni Aag Mein Har Roz Jal Ke Dekhte Hain

Bohat Dino’n Se Nahin Hai Kuch Uss Ki Khair Khabar
Chalo Yaar Ko Aiye Yaar Chal Ke Dekhte Hain....!!

Hanadi Gulzar




B♥♥♥♥♥B

16 Apr 2014

ﻣﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺧﺮﯾﺪﻭ ﮔﮯ؟

ﺳﻨﻮ ﻟﻮﮔﻮ!

ﻣﯿﺮﯼ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ ﺧﺮﯾﺪﻭ ﮔﮯ؟

ﺑﮩﺖ ﻣﺠﺒﻮﺭ ﺣﺎﻟﺖ ﻣﯿﮟ
ﻣﺠﮭﮯ ﻧﯿﻼﻡ ﮐﺮﻧﯽ ﮨﯿﮟ

ﮐﻮﺋﯽ ﻣﺠﮫ ﺳﮯ ﻧﻘﺪ ﻟﮯ ﻟﮯ
ﻣﯿﮟ ﺗﮭﻮﮌﮮ ﺩﺍﻡ ﻟﮯ ﻟﻮﮞ ﮔﺎ

ﺟﻮ ﭘﮩﻠﯽ ﺑﻮﻟﯽ ﺩﮮ ﺩﮮ ﺑﺲ
ﺍُﺳﯽ ﮐﮯ ﻧﺎﻡ ﮐﺮ ﺩﻭﮞ ﮔﺎ

ﻣﺠﮭﮯ ﺑﺎﺯﺍﺭ ﻭﺍﻟﮯ
ﮐﮩﮧ ﺭﮨﮯ ﮨﯿﮟ ﮐﻢ ﻋﻘﻞ ﺗﺎﺟﺮ

ﺳﻨﻮ ﻟﻮﮔﻮ!
ﻧﮩﯿﮟ ﻣﯿﮟ ﺣﺮﺹ ﮐﺎ ﺧﻮﺍﮨﺎﮞ
ﻧﻔﻊ ﻧﻘﺼﺎﻥ ﮐﯽ ﺷﻄﺮﻧﺞ ﻧﮩﯿﮟ ﻣﯿﮟ ﮐﮭﯿﻠﻨﮯ ﺁﯾﺎ
ﮐﻮﺋﯽ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﮐﮩﮯ ﻧﮧ ﻣﻨﭽﻼ ﺳﺎ ﺑﮯ ﮨﻨﺮ ﺗﺎﺟﺮ

ﺑﺘﺎ ﭘﺎﺋﻮﮞ میں کیسے ﮐﺲﻃﺮﺡ ، ﺗﺸﻮﯾﺶ ﻣﯿﮟ ﮨﻮﮞ

ﺳﻨﻮ ﻟﻮﮔﻮ!

ﺑﮍﯼ ﻣﺤﺒﻮﺏ ﮨﯿﮟ ﻣﺠﮫ ﮐﻮ ﻣﯿﺮﯼ ﯾﮧ ﻧﯿﻢ ﺗﺮ ﺁﻧﮑﮭﯿﮟ

ﻣﮕﺮ ﺍﺏ ﺑﯿﭽﺘﺎ ﮨﻮﮞ ﮐﮧ ۔۔۔ ۔۔۔ ۔۔۔

ﻣﺠﮭﮯ ﺍﮎ ﺧﻮﺍﺏ ﮐﺎ ﺗﺎﻭﺍﻥ ﺑﮭﺮﻧﺎ ﮨﮯ۔۔۔ ۔ ۔۔۔

انہیں نیلام کرنا هے







B♥♥♥♥♥B

Saray wahm tery apnay hain

Saray wahm tery apnay hain 
hum kahan tujh ko bhool paengay

''Hayat kia hay Wafat kia hay
Tumhara Aana Tumhara Jana''




B♥♥♥♥♥B

Unhe pasand nahi mere rukhsar pe laali

Unhe pasand nahi mere rukhsar pe laali
Nadan nahi jante ye rangat to unke deedar se aati hai...!!

Hanadi Gulzar


B♥♥♥♥♥B

Muskrana Tera

Khuda Kare Salamat Rahe Kisi Dua Ki Tarah,,
Ek Tu_____Or __ Dosra Muskrana Tera...!!


B♥♥♥♥♥B

Aa tujhe in bahon me bhar ke or bhi kr loon main kareeb.

Aa tujhe in bahon me bhar ke or bhi kr loon main kareeb

Tu juda ho to lage h aata jata hr pal ajeeb,is 
jahan me h or na hoga mujhsa koi bhi khus

naseeb tunne mujhko dil diya h main hoon tere sbse kareeb
main hi to tere dil me hoon,

main hi to sanso me basu
tere dil ki dhadkno me main hi hoon main hi hoon

Tu hamsafar.
Tu hmkadam.
Tu hm nwa mera....!!




B♥♥♥♥♥B

Itni dilkash thi kahaan ye zindagi,

Itni dilkash thi kahaan ye zindagi
Ham ne jab tak aap ko chaaha na tha...!!





B♥♥♥♥♥B

Teri zulfain teri Aankhein tary Aabro tery lab..

Teri zulfain teri Aankhein tary Aabro tery lab
Ab bhi Mashhoor hai duniya main Misaloon ki tarha..!!






B♥♥♥♥♥B

Un Ko Mehfil Mein Aana Nahi Chahiye

Un Ko Mehfil Mein Aana Nahi Chahiye
Aa Gaye Hain To Jaana Nahi Chahiye

Youn Sar-e-Raah Chalte Mujhe Dekh Kar
Aap Ko Muskorana Nahi Chahiye

Tauba Tauba Waheen Sar Ba'Kham Ho Gaye
Jis Jaga Sar Jhukana Nahi Chahiye..!!!





B♥♥♥♥♥B

15 Apr 2014

Nikle Jab Aansu Unke Aankh Se...

Nikle Jab Aansu Unke Aankh Se...
Dil Karta Hai Saari Duniya Jala Du...

Phir Sochta Hu Honge Duniya Me Unke Bhi Apne...
Kahi Anjane Me Use Aur Na Rula Du...!!





B♥♥♥♥♥B

14 Apr 2014

Is Dil Se Wo Dur Jate Bhi Nahi....

Is Dil Se Wo Dur Jate Bhi Nahi....
Hakeekat Me Wo Hame Chahte Bhi Nahi....

Auro Ke Liye To Wo Rote Rehte Hain Raat Bhar.....
Hamare Liye To Woh Muskurate Bhi Nahi..!! 



B♥♥♥♥♥B

Unsay Bichray Dil ko Ujray Barso Beet Gaye

Unsay Bichray Dil ko Ujray Barso Beet Gaye
Ankhoo Ka Ye Hall Abhi Tak Kal Ki Baat Lagay..!!

 HaNadi GulZar 






B♥♥♥♥♥B

Ye Khuloos Koi Khuloos Hai, K Dilon Mein Rabt e Behem Nahi

Ye Khuloos Koi Khuloos Hai, K Dilon Mein Rabt e Behem Nahi
Tumhein Aitraaf e Sitam Nahi, Mujhe Aitbaar e Karam Nahi,

Ye Suna Tha Ishq Ko Aansuon Se Bohat Qareeb Ka Rabt Hai
To Ye Mere Ishq Ko Kia Huwa, Abhi Meri Aankh To Num Nahi,

Ye Faqat Ghuroor Ki Baat Hai K Zubaan Se Apni Na Tum Kaho
Tumhein Warna Iski Khalish To Hai K Tumhari Bazm Mein Hum Nahi,

Jo Khuloos Azrah e Rasm Ho, Wo Tamaam Umr Bhi Ho To Kia
Jo Khuloos e Qalb K Saath Ho To Wo Ik Nigaah Bhi Kam Nahi.....
 






B♥♥♥♥♥B

MOHABBAT Rooh Ka Zewar

MOHABBAT Rooh Ka Zewar
Pehen Le Jo Nikhar Jaaye,

Wafa Bhi Ho Agar Shaamil
To Bikhra DIL Sanwar Jaaye..!!


Hanadi



B♥♥♥♥♥B

Deewaar-o-Dar Pe Pyaar Ki Khushboo Basaiye

Deewaar-o-Dar Pe Pyaar Ki Khushboo Basaiye
Main Aa Rahi Hoon Aap Bhi Aankhen Bichaiye

Uljha Ke Sab Ko Rakhte Hain Apne Wajood Se
Kaanton Ka Ye Mizaaj Hai Daaman Bachaiye..

Is Se Taluqaat Mein Aaye Gi Pukhatgi
Mujh Ko Bulaiye Yaa Kabhi Aap Aaiye...!!!!


Gulzar.H





B♥♥♥♥♥B
111111111111111111111111111111111111111111111111