MUJAY TUM BOHT YAD AATE HO


11 Apr 2014

Meri zindagi ko ek tamasha bana diya usne


Meri zindagi ko ek tamasha bana diya usne
bhari mehfil main tanha batha diya usne

aisi kya thi nafrat usko is masoom dilse
khushiyan chura kar ghum thama diya usne

bohut naaz tha uski wafa pe kabhi hum ko
mujh ko hi meri nazron main gira diya usne

khud bewafa tha meri wafa ki kya qadar karta
anmol tha main khaak main mila diya usne

kisi ko yaad karna tho uski fitrat main shamil nahi
hawa ka jhonka samaj kar bhula diya usne.






B♥♥♥♥♥B

No comments:

Post a Comment

111111111111111111111111111111111111111111111111