MUJAY TUM BOHT YAD AATE HO


22 Dec 2014

bikhri bikhri shamon main

bikhri bikhri shamon main 
sehmi sehmi raton main 
tanha tanha lamhon main 
gumsum gumsum baton main 
kuch guzra zamana yad aya 

aaj gosha-e-tanhai main 
ik shakhs purana yad aaya 
kagaz ki tehriron main 
dhundli si tasveron main 
ik chehra anjana yaad aya 
wo parhna use kitabon main 

or dhoondna use khwabon main 
use pane ki is kosiss main 
meri nend ka jana yaad aaya 
DECEMBER ki subuh main 
ik shakhs purana yaad aaya..!!
 G'''muje tum yad ate hon'''G


B♥♥♥♥♥B

No comments:

Post a Comment

111111111111111111111111111111111111111111111111