December Bhi Aaya
Na Aaya Qaraar Mujhe,
Aik Bar Tu Dekh To Aa K Yaar Mujhe,
Na navember Se Na December Se Shikwa Hai,
Bohat Luttaf Deta Hai Soz-E-Intizaar Mujhe.
Khata Muaf Karna Gham-E-Intizaar Me Hon,
Nahi Raha Hai Ab Khud Par Ikhtiyaar Mujhe.
Bahaa Raha Hon Main Aashq Teri Judai Par,
Gham-E-Yaar Itna Na Kar Be Qaraar Mujhe.
Main Hon Tu Khizaan Me Par Log,
Jane Kiun Samajte Hain Aasodah Bahaar Mujhe..

G'''muje tum yad ate hon'''G
No comments:
Post a Comment