December K Mausam Mein, Yaad Ki Zameenon Pe,
Itni Dhool Urti Hai, Aankh K Kinaron Pe,
Saray Khush-Numa Manzar, Dhundla Se Jatay Hain,
Kuch Nazer Nahin Aata, Aas K Dereechon Se,
Na Muradiyon Ki Bail, Is Tarah Lipat'ti Hai,
Itni Dhool Urti Hai, Aankh K Kinaron Pe,
Saray Khush-Numa Manzar, Dhundla Se Jatay Hain,
Kuch Nazer Nahin Aata, Aas K Dereechon Se,
Na Muradiyon Ki Bail, Is Tarah Lipat'ti Hai,
Jaise Subh Ka Bhoola, Raat Dobne Tak Bhi
Apne Ghar Nahin Aata, Sardiyon K Mausam Mein,
Doar Ki Musafat Per, Jane Wala Koi Bhi,
Laut Ker Nahin Aata, Khoob Gunguna Bhi Lo,
Khul K Muskura Bhi Lo, Chain Mager Nahin Aata,
Sardiyon K Mausam Mein, Be'sabab Hi Aankhon Mein,
Kuch Nami Si Rehti Hai, Zindagi Mukamal Ho,
Phir Bhi Zaat Mein Jaise, Kuch Kami Si Rehti Hai,
Sardiyon K Mausam Mein..!!
G'''muje tum yad ate hon'''G
No comments:
Post a Comment