MUJAY TUM BOHT YAD AATE HO


31 Oct 2014

yeh zeest ka safar ha

yeh zeest ka safar ha
yeh jo rasta ha mera

tum agar na sath do gay
tu kis tarha katay ga


mari soch ki hadon
ya guman bhi kaisay aaey

koi pal bina tumharay bhala kaisay beet jaiy
maray pas tum nahi ho

maray pas kab nahi ho
mari har dua ka mehwar

bus arzoo tumhari
is arzoo say agay koi rasta nahi ha

tumhain kis kadar ha chaha
tumhian yeh pata nahi ha…!!


 G'''muje tum yad ate hon'''G



B♥♥♥♥♥B

No comments:

Post a Comment

111111111111111111111111111111111111111111111111