Hasrat bharri nigaahon ko aaraam tak nahi,,,,,,,,,
Wo yun badal gya ke ab salaam tak nahi,,,,,,,,,,,,
Jis ki talab me zindagi apni guzaar di,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Us be-wafaa ke labb pe mera naam tak nahi,,,,,,,,
Jo keh gaye they shaam ko baithengey aaj phir,,,
Kuch saal ho gye koi paighaam tak nahi,,,,,,,,,,,,,,,
Madfun hun terey hijar ki ek aisi qabar me,,,,,,,,,,,,
Kutbey pe jis ke aaj koi naam tak nahi,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Be-ikhtiyaar utthtey hain merey qadam udhar,,,,,,,,,
Haalaan ke us gali me mujhey kaam tak nahi.........!!
G'''muje tum yad ate hon'''H

No comments:
Post a Comment