MUJAY TUM BOHT YAD AATE HO


2 Sept 2014

Wo bachpan ki yaade yaad aajati hai …!!!

Ham kitne bhi age k kyu naa hojaye.......
lot kar wo bachpan ke din to jarur 
yaad aate hoge sab ko....
wo maa ka baat baat par daatna ..
phir pyar se kuch kuch khilana ….
or papa ke ghar lotne par papa ki aur 
dekhna ki ajj wo chocolate laaye ki nahi ....
dudh naa pina……
dar se bed k niche chup jana ... 
sister’s k saath apni har choti se 
choti baat share karna fir baal pakad pakad kar ladna ...
har ek choti se choti baat ke
liye khush ho jana ruth jana .... 
wo pal bhar mai ruthnaa manana 
pal bhar rona or fir mhithi si muskaan k liye natak karna  ....
wo power ka cut ho jana phir frnds 
k saath  raja mantri chor sipahi khelna …
kitna hasin tha vo bachpan ....
Wo neem kaa ped jisne mere bachpan ko chav di.....
Wo Big gang of frnds, wo boring

uniforms, wo cycle se school jana
wo Silly fights,wo teachers k naam 
rakhna, wo Group photos, wo homework 
na kar k jana, wo roz ki pnishmnt, 
wo P.T periods, wo rocking annual days, 
wo farewell, wo aakhri board Xam 
wo summer holidays ka intezar………
kitne hasi the ye saare pal ....
yaad aate ye pa ....Wo har yaad jo mere
bachpan se judi hai mere dil ke kareb hai...
ye bas meri baat nahi hai hamara bachpan
hamare dil ke sabse karib hota hai hamesha….
Wo khathi mithi yaade hi hamare astitv 
ki pahchan hoti hai ....or jab kisi masum 
se bache ko dekhte hai ham to
Wo bachpan ki yaade yaad aajati hai …!!!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*


B♥♥♥♥♥B

No comments:

Post a Comment

111111111111111111111111111111111111111111111111