wo nadan bachpan bi kitna pyara tha
jab har dukh humse anjana tha
din bhar kehle ki masti thi
aur peche hamesa bado ka saya tha
har taklif se ham anjan the
aur sach kahe to apni he duniya me anjan they
phir na jane kaise ye jawani aa gai
sath apne na jane kitne pareshani la gai
ab to zndgi itne wayast ho gai
hamari komal si zndgi kitni sakth ho gai
dusro ki duniya me hum khoye rehte hain
aur khud apni duniya me soye rehte hain
ab to jawani jine ka umang nhi hain
bado ka wo bachkana pyar mere sang nhi hain
mujhe is duniya me kabhi na ana tha
ye kaha aa gaye hum wo nadan bachpan kitna pyara tha.......!

**:♥♥muje tum yad ate ho♥♥:*
No comments:
Post a Comment